Wednesday 3 July 2013

B.ed pass are Eligible for Mp samvida Shikshak varg 3 Grade 3 recruitment 2013

High court Madhya pradesh MP now given there order regarding samvida Shikshak Varg 3 recruitment 2013. Court said in there judgment that B.ed candidates are also eligible for the recruitment of samvida shala shikshak grade 3 vacancy. So now everything is clear for B.ed candidates for applying post of samvida teacher. Indor bench of Madhya pradesh government said b.ed candidates are also eligible for varg 3 teacher posts. Court order that recruitment process for 49 thousands teacher will be completed within 21 days after the publishing of court order.
A group 77 B.ed qualified candidates filled a writ petition in high court regarding eligibility criteria . now these candidates declared as eligible for samvida teacher recruitment 49000 varg 3 vacancy.
After the court decision now state government of Madhya pradesh now thinking about take the opinion of central government on this matter. After that recruitment process will be initiated and appointment will be given within three weeks.

81 comments:

Anonymous said...

doston b.ed. holders k liye 2nd round counselling k order aa gaye hein
july end me counsellin start hogi
untrained candidates are not eligible to this........ by order of sc

Anonymous said...

Bewakoof ! afwahen mat failaya kar...tujhe pata hai mere varg 3 mein 128marks hain..vaise bhi sare ranker untrained hain ,trained nahin

Anonymous said...

Yes my marks 119 and I m also untrained

Anonymous said...

b. ed. holder and varg3 qualified ke liye second counselling start kav hogi 2 july

Anonymous said...

Bhai 5 july se hogi sayad counciling

Anonymous said...

5 july ko ho jayegi.

Unknown said...

If it is true ...then we should welcome to court decision ... also I would like to inform you all that in up allahabad court given same decision to up govt for 3rd gread teachers vacancies. ....

Anonymous said...

Jab d.ed and b.ed. Walo ko job deni thi toh untrend ka test kyo liya tha, bhaiyo election mai badla le lenge.

Anonymous said...

Dekhiye dosto khayali pulav na pakayein to achchha hai
jo sahi hai woh hi hoga
court ka decision hai......
Baise bhi mujhe nahi lagta k second round counselling hone k koi chance hein.......:p

Anonymous said...

Admin bhi koi jawab dega ? Ya fir sirf pm ki tarah katputli hi bana rahega...koi information hai second round counselling k bare me......ya mook hi bane rahoge....?

Anonymous said...

1 september se aachar sanhita lagu ho jayegi uske baad koi bhi sarkari kam bharti se sambandhit nahi hoga...yahi sach hai...aur jinko jayada marks ka ghamand hai woh chullu bhar pani me doob k mar jayein kunki untrained candidates are not eligible to make teacher by the order of sc ...this is the universal truth.... Mere bhi 126.52 marks hein..... But sc ka kahna hai sirf trained ko hi mauka diya jay ... Bachcho k bhavisya se khilvad na kare gov untrained ko chance dekar.....;(

Unknown said...

Sir second conslling b.ed balo ki kab hogi

Anonymous said...

Non D.ed walo ka kya hoga jo Exam me 100 se jyada marks lekar aye he B.ed karne wale sirf 75-85 tak hi pahuche he or trand bane firte hai

Anonymous said...

sir sss3 2nd counciling july last week tk ho jayegi na?

Anonymous said...

abe salon kisi ko kuch malum bhi ya sab kuch bhi bole ja rahe ho?

Anonymous said...

samvida varg 3 text non d.ed. and non b.ed. walo k sath govt. ka kiya mazak h.
jab hume job me lena hi ni h to exams from kyo fill karwaya gaya tha 2011 me

Unknown said...

bed balo ka kab kya hoga

Anonymous said...

hi dosto

Anonymous said...

sss3 ki second counseling ki date kisi ko malum ho to plz batao......

ager koi website pata ho jis m information dekh sakte hai to plz tell me

Kheti said...

b.ed varg 3 me court case jaroori h

Anonymous said...

05 agust 2013, se samvida second round ki counsilling start ho rhi h.

Unknown said...

kahan se pata chala

Anonymous said...

5 augst se untraind aur b.ed. Walo ko verg 3 me liya jayega.
Happy

Anonymous said...

b.ed 2013 ka result nahi aaya h to kya counsilling karne ko milegi ya nahi

GPA said...

B.ed wale trained hai lekin unke marks passing hai phir bhi unka selection ho jayega.
Supreme court ya high court children ke sath khilwad nahi karna chahti to knowlede holders ko recruit kare. Jiske pas paisa hai to wo ded or b.ed hold kar liya hai aur test me sirf passed hai phir bhi uska selection ho raha hai. This is totally wrong and injustice with us. Root out this government.

Unknown said...

sarita yadav said
janpad panchayat or village kab tak abantan ker doge

Unknown said...

b.ed ki counselling hone ke bad bhi jagah bachegi kya .........sala paper hi kyako karwaya tha sale sab harami hai

Unknown said...

areyar bhai logo 12 wale bhi kam nhi hai hum sab milke sarkar hila denge bhai agar lena hi nhi tha to pehle hi bata dete majak kayko kiya sarkar ne hum logo ke sath....

An unemployee said...

aug end me ho sakti hai second round sss3

Anonymous said...

I have sss3 pass with 112 marks n also have b.ed.
Can be a part of second round sss3
if u have enough info plz tell me...

Anonymous said...

Satyam said...
jha tak maine suna hai ki ydi b.ed aur d.ed walo ke baad vacancy bachti h to untrained walo ko bhi liya jana h.... aur councling kuch hi dino me start ho rhi hain...

Anonymous said...

Samvida verg3 ki counselling 24aug se suru

Anonymous said...

Ga

Anonymous said...

Mp govt is paglu

Anonymous said...

Doston aesa hai k untrained ki counsellimg start hogi sambhavtah aug end me aur trained ko isme priorty di ja sakti hai .... Ye sab form filling k time bhi kaha gaya tha..... That solve

Anonymous said...

Are paglu just chill

Jitendra Shastri Singodi said...

i m also b.ed . but not started 2nd counselling for non d.ed. i m first class but m..p. so late plz help me anyone. 9981364481

Unknown said...

sir kuch to karo yad karo jab aap log bhi job ke lia taraste the, ab job milne sirf apna nahi janta janardan ke bhare me bhi socho ......

An unemployee said...

general k liye sirf 7000 seats hein
mujhe lagta hai jo 115 marks rakhye hein uc cat me unke liye chamce hein........ aage dekhnge jo bhi hota hai
24-26 aug se sambhavtah counselling syart ho sakti hai.....
sabse jyada seats st k liye hain 12000

An unemployee said...

approx
400000 candidates qualified hein grade 3 me abhi
dekho kise chance milega
any
general k liye 7000 seats hein usme bhi kuchh mahilaon k liye
hongi...... loksanchnalay ne sambhavna jatai hai aug end me counselling k
liye
for more info u can log in at' bhopalsamachar.com'

An unemployee said...

doston mein kisi ki bhavnao se
khilwad nahi karna chahta lekin untrain jo demand kar rahe hein shamil
hone ki unki demand jayaz hai but seats hi kaha hein
aur jo log bol rahe hein ki gov ne unke sath ford kiya hai to gov ne
kaha tha pehle trained ko liya jayega then untrained
haan yadi seats khali rahti hein to untrained ki bharti jarur hogi
st/sc candidates k liye good news hai unke liye approx 12000 seats hein
main to chahta hoon sabhi select ho jayen but seats limited hein sirf
25000 approx
jisme general k liye 7000
no of qualified candidates approx 400000
all the best frnds best wishes for u n i hope counselling will be start
soon
jai hind

Anonymous said...

Unemployee ji,govt ne kha tha pahle traint mean d.ed for grad3,not b.ed..othrwise untraind apply hi nhi krte itne jyada..aur 1st traint d.ed ki counsling ho chuki to ab untraind ki honi chahiye..waise v b.ed walon k marks kam hai,,

Anonymous said...

bhai sss3 m b.ed bale liye jayenge
kya?

An unemployee said...

Alicia ji apke kitne markas hein
mera b.ed. Hai but ye gov k uper depend karta hai k woh hume trained ki cat me rakhenge ya nahi
mere ur cat me 118 marks hein
i hope counselling to start ho ye gov pe depend karta hai woh trained ko chance deti hai or untrained ko
i can aplly also as a untrained
abhi bhi kareeb 4000 d.ed. Holders baithe hein
all the best for everyone.....
Gov counselling start to kare kisi ko to chance milega......

An unemployee said...

Shayad aap logo ne gov k order nahi padhe the aur ab kuchh bhi bol rahe hein
first round only for d.ed.
Then if they have vacant then b.ed. After then if the have vacant then untrained
but mujhe lagta hai untrained ko chance dena chahiye
jo yogya hai unhe chance to banta hai..... But seats sirf 25000 hein lagbhag...... Best of luck to all the sss3 qualified candidates... Jai hind

Anonymous said...

Aap log ye kyu bolte hein b.ed. Walo k kam marks hein
mere 121 marks hein aur mera b.ed. Bhi hai
gov b.ed. Allow karti hai to as trained apply karunga or nahi karti hai to as a untrained
ab bolo kisi ko kya bolna hai aur general k liye to seats bhi approx 7000 hein , iame mahilaon ki bhi honge.... Fir kis liye chilla rahe ho bhai
jiske above 115 marks hain uski sambhavnayein hein general me
baki ka kya hoga pata nahi

Anonymous said...

Unemployee ji,hmare 117 marks hain.,aur jb apply kiya tha tb sirf d.ed ko hi traind mana tha grad 3 me..aur sb rule aur cnd to bad me bnte aa rhe,ye galat hai,pahle hi clr krna chahiye tha

Anonymous said...

Aaj patika ki news,,jo d.ed wale fail huye hain unko 20 bonus number dekar 2nd counsling me mauka milega.its totly wrong.jo 75 ,90 marks nhi la paye wo bchon ko kya teach krenge.unko to khud sikhne ki jrurat hai.aur govt ko aisa hi krna tha to d.ed walon ki direct joining kr dete,exam q liya.ab untraind walon ka kya hoga.suna hai fail d.ed wale 8000 k smtìng hain

Anonymous said...

Pehle DEd Uske baad BEd.. Ki bharti hogi.. To untrained ka kya hoga.. Yadi inhi ko lena tha to Form hi nahi bharwana tha.. Ab loan lo aur riksha kharido nahi to wo bhi naseeb me nahi hoga.. Kam se kam ghar to chalaoge.

An unemployee said...

Ms Alicia aap tention mat lo if u have 117 marks with ur cat
u'll be selected.......aur patrika ki news pe blieve mat karo ok
genrel me jinke 90 marks hein woh hi qualied ki cat me aate hein patrika me pata nahi kya kya nikalta hai........untrained ko chance milega but bad news seats kafi kam hain 115 above ka ho jayega.. Ladies k liye sambhavnayein kafi jyada hein... For any info u can log on mpeducation.nic.in for any info related sss3
best of luck guys
if u can any disscus abt this topic with me u can mail me on 'manojr41@gmail.com'
thanks guys

An unemployee said...

Aur jo failier hein unka kuchh nahi hone wala understand
ye fake news hai
haan kuchh new comer jaryr aagaue hein...... Patrika ko padhna chhod do... Bhaskar padho
aap log 6 tarikh ka bhaskar padh sakte ho.....

An unemployee said...

To more info abt SSS-3
u will be stay on this site with us
i will provide every info abt that we have......

Anonymous said...

mp sarkar b ed walo dokha de rahi hai

Anonymous said...

Mujhe nahi laga k second round counselling hogi
15 sep se aachar sanhita lagu ho jayegi
aur lokshikshan sanchnalaya ne atithiyon ki bharti karne k aadesh diye hein
bad news for us....

arun chaurasiya said...

Mp sarkar sirf dhokha de rahi hai pehle result late diya phir councelling late or ab 2nd councellling main deri. lekin sayad ellection dec. main honge jiske anusar hamare pass lagbhag 15 oct tak ka samay hai. agar nov 2012 ke anusar 2nd councelling hui to theek hai nahi to ??. main bhi b.ed + 108.67 ss3 hoon ek baat or jab tak likhit aadesh b.ed walo ke liya na nikle tab tak khusiya manana lagmi nahi hai. kyonki ye mp sarkar hai jo kahti hai wo karti nahi or jo karti hai wo kehti nahi.

Anonymous said...

sayad ab nahi hogi koi coun.

Anonymous said...

1800000 applied> 1400000 appeared.1300000 UNTRAINED KE SATH DHOKA.ab chahe councelling ho ya na ho , untrained qualified ko isse koi fark nahi parega.education portal per teachers eligibility guideline aaye he .iske anusar sss3 me D ed ke atirikt B ed bhi patr he. Department ne jin rules ke adhar per 2012 me exam li thi wo change kar diye gaye he.jo rules exam ke vigyapan me show kiye gaye the wo hi recruitment me apply hona chahiye. is change ko court me challenge kiya jana chahiye.

Anonymous said...

Are paglu just chilll........
Bharti to hone de...... Court court laga rakha hei...... Kisi ko to naukri lagne de .... Ghar basa nahi lutere pehle aa gaye......:p
jab court ne decision de diya hai to fir kyu pagla raha hai bhai.....
Kisi ko to naukri lagne de ..... Mudde ki baat to ye hei ki bharti hogi ya nahi....:o

Anonymous said...

(Im b.ed. Holder with 112)
are dhondu kis court me jane baat kar raha hei
usi court me jisne b.ed. Holders ko ko eligible kaha hei
ya fir sc court jisne up me b.ed. Walo ko primary teacher k liye patra thahraya hai
dhondu just chill....pagla gaya hai ka
bharti hogi tab na court jayega
lekin court kyu jayega.....
If i hurt anybudy
sry sry sry......... Kya karu naukri ki sakht jarurat hei berojgar jo hoon aur umra bhi dhal rahi hei
jai hind n best of luck to all of u guys,,,,:(

Anonymous said...

Are yar na to ab bharti honi h na second councling jinka hona tha so ho gaya or sabko ye pata h na ab supreme court ki bat mani jati h or na hi janta ki hota vahi h jo gov chahti h or gov ko karna hota to to kab ki prakriya shuru ho gayi hoti bus itna samjh lo ye vahi desh jaha ek i a s officer ko ek anpadh neta order deta h to tum sab soch lo bada kon h jai ram ji ki ab ummeed chhodo or kam par lag jao qki tulsi das ji ramcharitmanas me likha h [SAKAL PADHARATH HAI JAG MAHI !KARAM HEEN NAR PAVAT NAHI] isiliye jago or karam karo aage uski marji

modhishak said...

jaisa ki hum jante hai- ki bina b.ed walo ko counsil me nahi lena hai kintu koi bat nahi - hum jante hain ki " jindgi kanto ka safar hai, housla iski pahchan hai , rasto per to sabhi chalte hai jo rasta banaye wahi insan hai.------- isliye koi bhi tab tak har nahi manta jab tak prayas safal na ho,,, you are also lucky only counfidence should be your salf--....... ISHak , azad

Anonymous said...

5sep ko cm ka statement diya he ki next week bharti start ho rahi he so pls b positive

Anonymous said...

hiiiiiiiiiii

Anonymous said...

cool

Anonymous said...

Sir i have completed my b.ed n grade 3 eligibility test with 110 marks...
Plz tell me about my future in teaching work.kya mai 2 counselling me apply kr sakta hu ya nahi.
I have high court orders also....

sanjeev gupta said...

sceconed counsling 17 september se suru to ho gsyi hei par sirf berojgsron ko preshan karane ke liye kyonki d.ed. abhayartiyon sahit kise bhi abhyarthi ko na to refrece no. diya ja raha hei na hi koyi santosh janak jabab isase abhyarthi durdaraj ke gayon se jile ke dyte kendro par pahuch rahe hein or nirash ho kar bapis lot aa rahe hein jisase job ka to pata nahi unki jeben jarur dhili ho rahi hi pata nahi is sabase prashashan ko kya fayada ho raha hei

Anonymous said...

B.ed walo milkar andolan kro qk b.ed ki degree d.ed se bdi h aur court ka b aadesh h.jb tk hm apni ladai khud na lde tb tk kuch ni ho skta

Unknown said...

na second me na third me ye chotte humein job dena hi nahi chahte the ye to sirf humse exam paas karwakar humein bewakoof banana chahte the ab agar humein naukari chahiye to andolan karna padega tabhi kuchh ho payega warna teachership ki naukari ke sapne dekhna chhod do kyonki is desh me koi bhi cheez mangne par aasani se nahi milti hai uske liye ladna pedta hai to agar humein apna haq chahiye to is sarkar ke khilaf andolan aur strikes karna padegi, to jo bhi apne haq ke liye ladne ko reddy ho wo apne mail ID aur mobile number with name likhkar post karo
Aapki hi tarah is sarkar ka maara aap logo ka bhai

Anonymous said...

be.d in varg- 3 counselling---- court ka order to hai par wo to keval d.ed. walo ko hi le rahe hai. varg -3 ki bharti mai. kya court ko action nahi lena chahiye ki bed walo ko bhi counselling main shamil kiya jaye.

Anonymous said...

Govt. me sss 3 me lika h prashikshit valo k liya 2nd counselling to b.ed. vale prashikshit h ya nahi

Unknown said...

NON DED BED CANDIDET ISME SHAMIL HO SAKTE HAIN KYA

Unknown said...

Please upload the order of High court for B.Ed. student

Anonymous said...

kuch anhi yaaro ab is sarkar ko jitne ka jayda viswas hai is liye ye student ke saath ye sub kar rehi hai.untrebd na lena B.ed ko 3 me shamil na karna etc

Anonymous said...

ab to aachar sahinta lag gai sss3 d.ed walo ka kam ho gya ab b.ed ke liye kitene chance he in october

Anonymous said...

dosto ham sab ko supreem court me case karna hai plz. hamara sath de.karya yojana kuch time baat batai jayegi.

Anonymous said...

kal k denik bhashkar me diya tha ki 2011-2012 me ded karne wale chatro ko nahi liya jayega.ham ek ladai jit gaye he.ab non ded ke liye puri seet bachi he.cunav ke bad ye prakriya chlu ho jayegi.so all over happy.vicky 9424991706

Narendra.K said...

Dear Vicky ji,
Danik Bhaskar k konse Edition main yeh Khabar aai thi aur kis date ko.......Jaldi Batae.

Thanku

Anonymous said...

Please upload the order of High court for B.Ed. student ( lav.mba09@yahoo.com )

Jitendra Shastri Singodi said...

abhi tak to nahi hua hai kab hoga bataye plz 9981364481

Anonymous said...

ye samvida shikshak post gavt h kiaa
job security hoti isme//
job opportunities kiaaa hoti h isme

Jitendra Shastri Singodi said...

katare sir bhopal me hai congress leader se milo to jarur bidhansabha me Question put up hoga plz forward and jago 9981364481

Post a Comment

Asks your Question here..our Expert will reply you with complete details.