Board of Revenue Department of Rajasthan / Rajsav mandal /
Panchayati raj conducted one of the most popular examination name Rajasthan
Patwar recruitment 2013. Rajasthan Patwari Exam was held on 13 Febaury 2016 at
various district of state of Rajasthan. Those candidate participated in this
exam share there exam experience with us . they total question paper of patwar
exam was easy of this year in comparison to previous year examination. mostly
candidates easily attempted the question.
Question of math of lengthy that’s why its consumed maximum
time however question of mathematics was straight forward. Difficulty level of
math question was high School Level. Maximum Question was asked from average,
percentage, profit and loss, compound interest, ratio, plane diagram related
area of Triangle, etc few question was asked from Filed book and height and
distance .so over all you can say question was simple . an average candidates
can score good marks in this section if you attempted 30 to 35 question then
you can easily score 60 to 70 marks.
Question of Hindi was syllabus based. So Hindi background
students not face problem in Hindi questions
. mostly Questions of Hindi Subjects was asked from Hindi grammar
If you attempted 25 to 35 questions then I think it will be
safe marks.
As per as concerning General Knowledge portion , this
section was difficult in comparison to remaining sections. Mostly
candidates face problem in this section
. question was related to Patwari work
and responsibility, history geography and culture of Rajasthan, BHOO
MAPAN, Collector, tahsildar, Kanungo, etc if you score 50 to 60 marks then I
think it would be safe score for your selection.
Minus marking will be applicable in this examination so
cutoff will not so much goes high. After analysis of the question paper we got
conclusion regarding expected cutoff marks Patwari Exam 3 February 2016
Expected Cutoff Marks
for Rajasthan Patwar exam
Subject
|
Question
|
Maximum Marks
|
Expected Cutoff Marks
|
General knowledge
|
50
|
100
|
50~60
|
General Hindi
|
50
|
100
|
65~75
|
Math
|
50
|
100
|
60~70
|
Total
|
150
|
300
|
175~70
|
Negative marking
|
Yes
|
||
Difficulty Level
|
Senior secondary level
|
Math – Secondary level
|
How was your question paper ?
What do you think what what will be expected cutoff marks
for this ?
SEE patwar Answer key 2013 now its available
Note: District wise cutoff marks and answer key of patwar
exam will be published here shortly Pali , Ajmer
, Alwar , Banswara , Baran
, Barmer , Bharatpur
Bhilwara , Bikaner , Bundi
, Chittorgarh , Churu , Dausa
Dholpur
,Dungarpur , Hanumangarh , Jaipur , Jaisalmer Jalor
Jhalawar ,
Jhunjhunu , Jodhpur , Karauli , Kota
Nagaur ,
Pratapgarh , Rajsamand , Sawai Madhopur , Sikar
Sirohi , Sri
Ganganagar ,Tonk , Udaipur
392 comments:
«Oldest ‹Older 201 – 392 of 392 Newer› Newest»mere pratapgarh se 72% bn rahe hai. 69 seat pr 8500 candidate hai.
kya chance mohsin bhai
pratapgrah general % to bata do manish aur mohsin bhai.
71% bn rahe hai.
8500 ne exam diya seat 69 hai
Are bhai logo Rajasthan me Bundi distric bhi h. So Bundi distric cut off kitni jayegi .421 candidate per seat.
Mere OBC se 80.32% ban rhe h to kuch chances h ya patwari exam ke bare me hi bhul jaye...
Manish bhai muje ye batao ki udaipur mein kitni female baiti thi obc ki aur jo apne number diya hein usme male aur female dono shamil hein aur mere 205 number par kya chance banta obc female apka full chance hein
aur udaipur mein obc female ki 3 seat hein
pratapgarh ki general cut off to batao mohsin bhai
mere 209/288. total cabdidate 8500
mohsin bhai pratapgarh ki batana mene informaion de di aapko
Kisi k pas result ki news ho to share karo
Pratapgarh ki cut off 200 rah sakti he gen male, wha form kam the.baki 100% to right cut off result aane par pta chalegi. Me bhi aapki tarah andaz lga sakta hu.best of luck to all.
Ram nithawal bhai 99% safe ho
tum kyo tension le rhi ho sister, pichli bar rajsamand dis. me general female ki cut off 206/300=68.66% gyi thi . aur tumare number 205/300=71.18% aa rhe, fark bas itna h ki tumne exam udaipur se diya h ,so your chances are much better.
yar pichli bar patwari ka result fix 2 mahine me aa gya tha, is bar ye jane kya rhe h ,de hi nhi rhe result
Happy kriashna janmastmi to all blogger.
आप सबको जन्मआष्ट्मी की बहुत-बहुत बधाई एवं शुभ कामनायें।
kya bhia logo aaj kal comment aane band keshe ho gye ,jari rakho yaro गोपियों को कृष्ण भगवान से बड़ा प्यार होता है. वे उन्हें रिझाने के लिए गाना भी गाती हैं लेकिन उनके गाने का अर्थ शायद कुछ इस तरह होता है…
गोपी: कभी राम बनके, कभी श्याम बनके, चले आना प्रभु जी चले आना..
भगवान कृष्ण: पर क्यों?
गोपी: रोज-रोज एक ही भेष में आओगे, तो पापा पहचान लेंगे ना!.
.
हा हा हा!!!
Bhai mere chittore se mines krk 75% yani 216/288 bn the hai . Mera kya hoga . Please tell me
Hy re hy result nhi aaye
Aaj patwar exam ko 2 mahine ho gye he
result ka atta patta bhi nhi
Mene aaj board of revenue phone kiya tha wo log september 1 st week ko result aane ka bol rhe he. Aap bhi phone kare or yha comments likhkar bataye. 0145-2627620.
General female from udaipur 166 is there any chance.......
koi chance nahi sister 203+ fir bhi koi chnance hein
Barmer cuttoff gn 78% obc 75% sc 73% st 71% rahegi.
DOSTO,Mere hisab se Barmer ki cutoff Gen 76.17% obc 74.55% sc 72.67% st 70% ja sakti h. Padhkar comment jarur karna.
ramkumar chauhan tumne barmer se diya the kya , maine b barmer se diya h 78.33% ban rhe h obc se, tumare kitne h...ek seat par 296 students h
Manish bhai ,maine bhi Barmer se diya mere 230/288 ban rahe h. Main sc categery se hoon.
Ramkumar bhai u r safe. U have very good marks.and u r idea is very good about cut off
hi frnds i have 228/288 from jhalawar district (o.b.c.) . kya chance h?
Manish bhai,Aapne bhi barmer se diya aapke hisab se merit kitani rahani chahiye.Result kab tak aayega.
i have 77% from bilwara wat my chans plz riplie
Ramkumar Chauhan bhai meine udaipur obc female se hoon mere 205/288 aa rahe hein mera kya chance banta hein ya nahi udaipur mein obc ki 3 seats hein female ki aur lagbhag 7000 ladies ne exam diya hein
barmer ki revised answer key ke according gen mel ki cut off bta sak te ho.
Udaipur se jo sister he wo sabhi bhai logo se apne chance k bare me puch rhe he par confirm to kon bta sakta he.free mind rho sister jo hona hoga wo ho jayega.
Udaypur se female obc cutt off 200/288 ke lagbhag hi rahegi kyonki ladies jyada taiyari nahi karti h. Agar ek -do karti bhi h to math hindi gk mein hoshiyar nahi hoti. Isliye mere hisab se ye nomber kafi h. Baki god pe bharosa because 'God always does Good '.be happy.
Mohasin khan bhai patwari ka result kab tak aa raha h.Aapne BOR mein baat ki thi kya bol rahe the.
Mujhe bola september 1st week or phone kat diya meri puri bat bhi nhi suni.
kay bhai logo comment nahi aa rhe aajkal , result kab tak aane wala hai
chohaun sir
mere 210/288 number aa rahe pratapgarh se. me gen me hu. waha total 8750 ne exam diya. seat 69 hai mere chance hai kya
chouhan sir
batao ki pratapgarh ki % gen kitni rahegi. aap ko sari jankari de di gayi hai.
Mohsin bhai mene comment kiya tha ki mere bhilwara se77 bn rhi kya rh skti h obc ki plz pkz riploe
chouhan sir / manish sir/ mohsin sir pratapgarh
last year 2011 cutoff- 24 seat thi 65% gen gae thi
analaysis thoda dhayan se karana. kyoki 69 me se
34 seat tsp st/sc k liye reserved hai. bachi 35 seat pr 25 gen. male or 10 gen female hai. yaha obc b general me aate.
ab batao kitni jayegi 2013 me gen k liye.
Bhilwara cut off 72 se 78 tak rah sakti he.
Chouhan sir pali ka kya idea he aapka cut off k bare me
Pratabgarh mein 2011 ki Gen 65% thi to 2013 ki cutt off Gen 71.16% ke lagabhag rah sakti
Pali district me cutoff Gen 78.67% obc 75% sc 72.33% st 70.11% ke lagabhag jayegi.
ramkumar chauhan bro. according to me the cut off of barmer will be like this - gen- 80+,
obc- 75-80%,
sc- 73%
st- 71-72%
bro contact me, my mobile no. is -8104697485 or miscall me
mohsin bhai aap ka kya kahana hai pratapgarh ki gen cutoff k bare ne.
information aap de di gayi hai
manish bhai aap b batao.
pratapgarh k bare me
Ha ha ha. Phir to hamare general me selection hoga.80 % cross ho rhe he hamare .khuda kare aapki bat sahi ho.
Pratapgarh me rajasthan me sabse kam student pahuche the laghbhag 7000 . 1 ya do district me is se kam attendance huyi hogi ya wo bhi nhi isliye wha merit bahut low rahegi. 70 to 75% . Baki khuda jane.
Mohsin khan bhai agar aapke 80% cross bn rahe h to aapka selection sure h. be happy
bhai koi to jawab do
dobara revise key aayegi ya phir nahi
mohsin bhai manish bhai please is bare me bhi to discussion karo
bharatpur ke bare me kya khyal hai merit general ki kitni ja sakti hai
i got 234/288
please bhai jaroor bataye 4 se 5 baar pooch chuka hu
230/288 from pratapgarh male general result kab tak aa raha hai bhai....
Hi Ramkumar I have scored 80.32%
(OBC) from Bundi district.Any
chance of selections. 42000 applied
for exam at 72 seats and around
30000 candidates had appeared in
exam.So what will be cut off
percentage for OBC & GENERAL
Category.
pratapgarh se 8000 se jyada ne exam diya yahaan general ki cut off kya rhegi mohsin & manish bhai
BHARATPUR ki cutoff Gen 83.33% obc 81.00% sc 78.86% st 77.11% rah sakati h.
Ramkumar Chauhan sir Udaipur ki kya cut off reh sakti hein totel 37000 jano ne exam diya hein genearal and obc
Bundi district cut off Gen 81.86% obc 79.16% sc 77.55% st 75% rah sakti h.
Bhai bharatpur ki cut of 78 to 84 rah sakti he. Lagbhag har district ki general cut of yahi rahegi.
Aap mane ya ña mane.
It is99% true. News.
is bar result or ans key sath me hi jari hogi.
Result k liye key ban chuuki he or omr check ho rhi he 15 september tak result aa sakta he.
Agar ab OMR sheet check ho rahi h to every district cut off Gen 79-85% obc 75-82% sc 72-80% st 69-77% ke lagabhag jayegi.
AAP logo k pas result ki koi news ho to share karo plz.
Mohsin bhai kuch ne apne marks 288 me se btaye to bta skte ho ki ye char qution konse htaye
Chittor ki cutoff bhi batoa mere bhai.
Bhai total 6 question delete he or wo bor ki site par he mere bhai.
Mohsin bhai jara chittor ki cutoff ka andaza laga ke batao ,67 seats 12000 ne exam diya tha.
Bhai 75% se kam rahne ka koi chance to nhi lagta chittor ki merit ka par 100% TRUE to khuda janta he bas. Baki aapki kismat. Best of luck.
result 15 sept k bad aayega.
yh bat confirm hai.
jhalawar ki 73 obc 75 gen jayegi.
banswara- 72 gen
pratapgarh- 71 gen
barmer- 78+3
udaipur- 75+5
barmer- 76+5
bhai logo jo log 90% & 85% score karne ki bata rahe the unka ab koi comment nahi aa raha hai kya vo sab juth bol rahe the........
According to me chittor cut will be 75-80 general. Best of luck.
Anonymous are ye jo 75 +5 iska matlab kya hua aur udaipur obc female ki cut off batao 205 enough hein kya
bhai ye barmer ki 78+3 ,76+5 iska matlab kya h mere 78.33% h barmer se , kya chance h bhai
bhai bharatpur ki general ki cut off 82% se kam muskil hi rhegi
Mohsin bhai,mene chittor se exam diya tha, 67 seats par lagbhag 11-12000 ne exam diya, mere 122/288 i.e. 84.72% ban rahe hai obc se, what about your thinking mera hoga ya nahi.
Aapke according 122 question right he or 244/288 marks he. U r sure selected brother
I have got 73% marks form barmer obc what are my chances.result will out before 15 sept.
Dosto, good news patwar result 10 sept. Ko aa raha h.
Mohasin khan bhai udaipur ke bare mein batao sab female ki general obc sc st minimum kitni rahegi plz 205 enough hein ya mein agli bar tayari karu
Bhai logo 10 Sept ko result ayega. Or ab koi revised answer key nhi ayegi.To ab sabhi district ki average cut off kya ho skti h.
Mere according cut off
General - 78-83
OBC - 75-80
Sc - below 75
St - below 72-73
It's my opinion and what is your thoughts..
PATWAR EXAM.2013 Provissional Result 10 sept.2013 Ko aa raha h.All district GEN(percentage) merit
Ajmer 79 Alwar 80 Bharatpur 83 Bhilwara 75 Bikaner 74 Bundi 80 Barmer 78 Banswara 73 Baran 73 Chittorgarh 78 Churu 78 Dausa 76 Dholpur 76 Dungarpur 72 Ganganagar 80 Hanumangarh 81 Jaipur 81 Jaisalmer 75 Jalor 74 Jhalawar 77 Jhunjhunu 83 Jodhpur 80 Karauli 74 Kota 81 Nagaur 83 Pali 79 Pratabgarh 72 Rajsamand 75 Sawai Madhopur 73 Sikar 83 Sirohi 74 Tonk 74 Udaipur 82 rah sakti.
Ramkumar Chauhan bhai meine udaipur obc female ki cut off kya rahegi
respected manish ji, mohsin bhai, chouhan sir , natti lal ji
mere paratapgarh se 71% bn rahe hai kya chance hai gen male me.
plz apni rai dena
Bhaiyo 10 ko result aayega par ab 3 din bitana bahut bhari kam he
Udaipur female obc cut off lagbhag 70% ja sakti isase jyada nahi.
Lagta hai result aapne hi tayar kiya hai.......
Lagta hai Aap to bahut bade vidvan ho patwari mai kya karoge ias bano
moshin bhai 10 sep wala linke share karo ye kabhar kaha se aayi hein
I Prakash gadri have 121/144 in patawari exam from chittorgarh, i think cutoff of all dist will be between 85-90% for general. For obc 80-85%.
Bhaiyo hamare yha 2 din se paper me aa rha he
Rajasthan patrika me. Bilara ( jodhpur) patrika me
Me wo hi bta rha hu. 10 ko provisional & 20 k bad final.
Or vkc bhai meri to itni okat nhi ki me ias banu Me to patwari ban jau to bhi khus ho jaunga.aap hi baniye Ias hum to chote insan he maf karo hume. Or kisi or bhai ne bhi 10 ko result ki news padhi ho to vkc bhai ko btaye.
bhai jaroor bataye jisko pata ho please my last chance
main bstc final year hu aur log bata rahe h ki abhi abhi ek news aayi thi ki rtet clear wale aur
last year wale 3rd grade teacher ka
offline form laga sakte hai 10 sept. tak lakin kisi ko jankari nahi hai
kisi bhi bhai ko pata hai to jaroor bataye please kewal 2 din baki hai
please manish bhai mohsin bhai ramkumar ji please bataye
Bhai mujhe off line form process nhi pta sorry
hm aadivasi distict se hai esliye aap expert log dhayan nahi de rahe ho
mene pucha tha pratapgarh se gen % kitni ja sakti hai.
apne rai kya he patapgarh gen k liye mohsin, manish , chouhan sir
yar result kal aayega kya....
ha kl hi aayega.
dil dhadak raha hai kya ?
aap to kl to bhavishyawani kr rahe the logo ki.
darr ho paheli bar exam diya hai kya manish ji
Bhai mene pratapgarh ki merit 70 to 75% btayi to thi.naraj kyu hote ho
Manish Bhai mene aaj revenue board call kiya tha . Wo log kal result ane ki sambhawna bta rhe h
Hello dosto, revenue board se pata kiya hai,kisi bhi dist ki cutoff gen-85, obc-82,st,sc-79 , female-75 se upar hi hai,mere bhi 81 obc se hu hona mushkil hai, niraas mat hona bat zoot bhi ho sakati hai. But its truth kyoki 2011 me bhi unki bat sahi nikali.aur result kal nahi ayega. Aage apka luck.
10 sep ko result aa rha h
BHAIYA ITNA MAT DARAO YAR 81.49% HE PALI SE. SAHI ME YAR
pratapgarh - 70% gen
banswara- 72% gen
dugarpur- 73 - 74% gen
me vagad ka hu sb janata hu yaha kitni ja sakati hai
bhaiyo apna result, percentage, distic and category jarur share karna........
udaipur ki cut of kitni jayegi
ab sb chup ho jao
sb vidhavan bn rahe hai.
jo hoga samane aa jayega.
aaj hi janakari mili es side ki
Bhai rajsamnad ke sc ke kitni jayegi......196ban rahe h
Result aaya kya ya nai.....
Bhai Plxzz rajsamand ka.sc ka btao kutni.ja sakti h plzzzzxxxx
Bhiyo kkoi to reply do....
rajsamaband ke kitni
54.56 for sc in rajsamnd, kitne bahar ke log kitne the wha idea se sc k
sabhi dis ki gen cut off 80-85 ke beech me he
bhai logo comment to karo
Kisne kha sc ke 54 jayegi....joi Sahi to btao9 seat h vha pe...
Chitor cutoff gen-251 obc-248,result dekhne ke liye distname.nic.in
102 h... ho jayega kya
Hi friends I have selected in patwar from Bundi District.
According to revised answer key my score was 80.32% .
i am selected in patwar exam from jhalawar .cutt off gen-232 obc-230 st-226 sc- 206
jhunjunu ki cut off 80.55% gayi he
Select hone wale bhai bahno ko badhai par hamare pali ka result abhi tak nhi aaya 11 dec rat 10 bje tak to nhi
pali ka result kab aayega mohsin bhai
4 dino se mansik rup se pareshan hu bhai. Pta nhi result kyu rok rakhakha he pali ka
NAYI ANS. KEY AANE KE BAD HUM TO 239 PER AA GAYE HE (OBC, PALI). AB TO MATA KE BHROSE MERI GADI RE.
AAJ AA JAYEGA MOHSIN BHAI MERI AATMA KAHTI HE KI PALI KI CUT OFF (OBC) 235 SE JYDA NAHI JAYEGI VISVAS RAKHO KHAN SAHAB. PHIR MILTE HE COUNSLING ME . VESE TEESRI KEY KE BAD AAPKE KITNE HO RHE HE 300 ME SE.
Khuda kare Aapke aatma ki aawaz sahi ho or pali ki cut off 235 tak rahe or aapka or hamara subka bhala ho new key se 242- 245 tak ho sakte je
Guys jo 7 questions delete kiye the, Unke bonus marks mile h . So question paper 300 marks ka hi h or all distric ki cut off 300 marks me se h.
MOHSIN BHAI AAPKA KYA ANUMAN HE CUT OFF KE BARE ME? AAP PROPER PALI KE HE KYA?
RAM NITHRWAL BHAI BUNDI KI CUTOFF KITNI RAHI OR AAPKE KITNE MARKS AAYE PLS BATANA
Bhai ab me Kisi tarah ka anuman lagane ki stithi me nhi hu.result aaj 15 tarikh tak bhi nhi aaya pali ka
me jodhpur district se hu.
jaldi hi aayga bro or mene pata lagayah pali gen cut off 242 rahi he.
Pali ka result kaha per milega.
Bhai koi pali ka local ho ( pali me rahta ho) to collectrate jaker pta kare aakhir ho kya rha he
or name bhi btaye blog par plz
KUCH TO LIKHO DOSTO RESULT AATE HI PATA NAHI SAB KAHA GAYAB HO GAYE.
asi khabar aayi he ki pali me ek hi centre ke ek hi room se 22 log pass ho rhe he isi karan se result rok rakha he. ye afwah bhi ho sakti he.
Esi khabare kaha se late ho bhai. Hum to vese hi pareshan he result nhi aaya isliye
Koi news he kya result ki
Ho to share karo plz
MOHSIN BHAI 02932-252801 OR 02932-252810 IN NUMBERS PAR PHONE KARKE PATA KARO OR IN PAR DABAV BANAO YAR OR KOI CHARA NAHI HE
Un dono no par call kiya bhai par wo bol rhe he hume kya pta result to collector sahab dalenge.
AAJ KE(18 SEP) PALI BHASKAR ME LIKHA HE KI RESERVATION KO LEKAR KUCH CONFUSION KE KARAN RESULT ROK RAKHA HE. BHASKAR.COM PAR BHI MIL JAYEGA.
KAL PALI BHASKAR ME KUCH NEWS AAYI THI SAYAD. RESERVATION KA MAMLA BATA RHE HE
02932 252810 ye no kiske he bhai mene bat to ki par usne sirf yhi bola hame result k bare me nhi pta. Par meri bat kis se huyi ye mujhe bhi pta na chala. Jisne ye no blog par likhe he wo btaye ye no media k he ya kisi administrative office k he. PlzPlz
moshin bhai mein udaipur se udaipur ki bhi cut off nahi dali hein aur mera anuman hein ki result mein her bher hui hein kyki rajasthan ke jalore ko chor kar kisi bhi district ki cut off obc female ki 211 se jyada nahi gayi hein aur mere 214 number aarehe hein muje ye batao ki rti se answer ki copy mil jayegi kya aur category wise bhi result nahi banaya hein muje un sab ki answer sheet ki copy chaiye jo select hue hein
Rti se aap apni copy jarur delhi sakte he
Sorry dekh sakte he
02932 252810 ye no pali sdo office ke he. or unhi ke pas result jari karne ki authirity he mohsin bhai is bar pali me.
Result aa gya pali ka or mere 8 th rank he
Congrats Mohshin Bhai....
Mohsin bhai mera bhi selection ho gaya pali se. 35113763 ROLL NO. He. Aapne rank kese pata ki. Aapka nam to 23rd Number par de rakha he na. Meri bhi rank pata kijiye na mera nam 25th no. Par he. HIMANSHU LAKHAWAT R.NO.-35113763. Aapko bahut bahut badhai. Jawab jarur dijiyega phir milte he 25 ko pali me.
Himanshu bhai mera rank shayad 23 he 8 galti se type ho gya. Aapke mob no likhkar plz
Himanshu bhai Aapke mob no likho
Mohasin bhai kaha gum ho gya , ajkal koi comments Nhi kar rhe ho.Apne document verification karwa diye h kya? Aaj jo final result ayega uske bare me apki kya opinion h.
ram bhai me himanshu lakhawat hu pali se. mera bhi selection hua he. kal document bhi verify ho gaye. ab 30 ko final result aayega. ab mujhe to nahi lagta kuch change hoga. ha agar koi nahi aaya he to uski jagah waiting wala bhar sakta he. aapki kya rai he
Hi Himanshu Bhai , Mera Bundi district se selection hua h or Maine 14sept ko verification karwaya tha. Us time unhone 20 Sept ko final result ke bare me kaha tha, but ab vo 30 Sept ke liye bol rhe h.Isliye thora dar laga h.Jabki kuch district to revised result dal diya h.
Me kahi gayab nhi hua ram bhai phone mistek ho gya tha hamare to 25 september ko verification hua he Aapse piche chal rhe he aapke police verification bhi ho gya kya..
esa kuch nahi he ram bhai sab dis. pali ke karan ruke hue he. ab hme koi nahi hila sakta he.himanshu lakhawat
Nhi yar abhi keval document verification hue h.
Any news about training
Jalore ka 1 friend he Arvind barupal.usne bola ki uske police verification ho gya
Nhi Mohasin Bhai police verification kisi bhi district me Nhi hua h.Or jalore ka abhi final result kaha aya h jalore district site par to abhi provisional result hi h..
Nhi Mohasin Bhai police verification kisi bhi district me Nhi hua h.Or jalore ka abhi final result kaha aya h jalore district site par to abhi provisional result hi h..
Bhai jo select hue he vo to final hi he. Or jinke doc. Verification ho gye he unke police verification ka process chal raha h. HIMANSHU
kisi distt ka final result aaya kya? himanshu
Himanshu yar pali ka result or verification late hua par baki dist ka police verification ho jana chahiye ab tak kyu nhi hua?
Kota, Jhalawar district ka final Result aa gya h..
Kai jilo ka final result aa chuka h dosto. Subah tak sabhi dis. Ka aa jayega
Kya pali ka final result bhi 10 din late aayega? Aakhir pali ka kam itna dheere kyu? Himanshu bhai tell ur view ...
Ab kya kah sakte he yar mohsin bhai me to khud wait kar raha hu abhi 14 dis. Ka result aana h. Bhagwan sab acha kar raha he to aage bhi acha hi hoga. HIMANSHU
dosto kuch to likho.
dosto abhi tak bundi, churu, ganganagar, jhunjhunu, sikar, nagaur or pali ka final result nahi aaya he.
Phir in dist ka kab aayega
Any news from pali? School bhi chod di training kab se he?
Aachar sahinta lagu hone par kya new
Selected patwar candidate ko posting milegi...
Pali, Bundi, jhunjhunu district ka result hi Nhi aya or all district ka aa chuka h. Inka kab tak ayega yaro badi tension ho rhi h. .
02932-222423 par phone kiya unhone 10 tarikh tak result aane ki bat kahi pali ka. himanshu
Apni training kab se shuru hogi ..kisi k pas news ho to share kare plz
...
Training to door ki bat h mohsin bhai abhi tak to final result ka hi koi ata pata nahi h. HIMANSHU
Mene Revenue Board call kiya tha final result ke liye, unhone kaha ki achar sahinta lag gyi h to jin district ka final result Nhi aya h unhe result declaration ke liye phle permission leni hogi. Mohasin bhai or Himanshu bhai apka final result ke bare me kya raay h . Jo candidate provisionally selected h or jinke document sahi h wo kya finally selected h.plz reply jarur Dena bhai...
Ram bhai mene bhi pali collectrate phone kiya wo bhi 15 tarikh ke bad result aane ki bat kah rahe h. HIMANSHU
Koi kuch clear nhi bta rha
Kya pta kab hamara final result aayega or kab training hogi...
मैने भी पाली फोन किया था।।। 1-2 दिन मे रिजल्ट आने का बोल कर फोन काट दिया उन्होने।।।
Guys Good news ab result or training ke chances h.
2-3 dino me news aa jayegi final result or training ke bare me....
Revenue board call kiya to unhone bataya ki aanchar sanhita lag gayi isliye chunav aayog se permision mangi he. Waha se permision milte hi result declare ho jayega or training ka process bhi start ho jayega. HIMANSHU
Ram bhai aapne kaha se pata kiya? HIMANSHU
जल्दी ही कोई अच्छी खबर मिल जाये तो मजा आ जाये।
Rajasthan patrika(Jaipur) ke 11october ke papers me aya tha ..
Any news...plz share...
पाली फोन किया वो बोल रहे है फाइनल रिजल्ट कभी भी आ सकता है। मतलब 1 या2 दिन मे भी और ना आये तो 2 महीने भी नही।।।।
अब हम इसे क्या माने और क्या करे।।।।।
kaha yar ram bhai jaipur wala 11 oct. ka pura pepar dekh liya kuch nhi mila. himanshu
bhai logo koi khabar ho to share karo yar............ HIMANSHU
Himanshu plz call me on 9252431273
Koi kuch bolo yar ...
Election commission of india
ph no- 011-23717391
Koi call karke puche ki wo permison kab denge..
meri to himmat nhi ho payi
Koi kuch likho yar....
sir, m puchna chahta hu ki patwari ki preparation kliye best books konsi h or solved papers kha se mil skte h and self study sahi rhegi ya classes?
Post a Comment
Asks your Question here..our Expert will reply you with complete details.